02/11/2026
Gaadi ki servicing ko “kal karwa lenge” bolte bolte, ek din dashboard bhi reminder dene lagta hai! 😂🚗
Regular checks aur timely servicing ko priority do. Car ki warning signs ko ignore karne ke bajaye, time par attention dena better hai.
Tag that friend whose car is always saying, “Service due!” 👇🤣