18/02/2026
Ramadan Mubarak! ✨🌙
Is barkat bhare mahine ke aghaz par, Multan Oil Trader's apne tamam qabil-e-ehtram customers aur chahne walon ko pur-khuloos mubarakbad pesh karta hai. 🤲
Allah Ta'ala hum sab ki ibadaat aur duaein qubool farmaye aur is mahine ko hum sab ke liye rehmat ka zariya banaye. ✨
📍 Address: Near PSO Bulk Oil Depot, Sher Shah, Multan.
📞 Contact: 0300-4551471
Multan Oil Trader's – Aapki khidmats mein hamesha pesh pesh.